Monday, July 18, 2011

Senorita---- Zindagi na milegi dubara





quien eres tu? (Who are you?)
donde has astado? (where have you been?)
he removido cielo y tierra y no te encontre
(i've moved the heaven and the earth but i coudn't find you

Y llegas hoy, (but you arrive today,)
tan de repente, (so suddenly,)
y das sentido a toda mi vida con tu querer
(and you give meaning to my whole life with your love)


na main samjha...na main jaana...jo bhi tum ne mujhse kaha hai Senorita
magar phir bhi...na jaane kyun...mujhe sunke accha laga hai Senorita

no desvies la mirada (don't look away)
quedate cerca de mi (stay close to me)

mujhko baahon mein tum ghero, samjheen na Senorita

chaahat ke do pal bhi mil paayein
duniya mein yeh bhi kam hai kya
do pal ko to aao kho jaayein
bhoolein hum hota ghum hai kya
Senorita, suno suno, Senorita kehte hain hum kya


jamas podre (i will never)
interpretar (understand)
el sentido de las palabras que me dedicas
(the meaning of the words you dedicate to me)

pero el calor (but the warmth)
de tu mirar (of your gaze)
me hace sentir como la mas bella senorita
(makes me like the most beautiful senorita

nigahon ne nigahon se kahi armaanon ki daastaan hai Senorita
ke chaahat ki, mohabbat ki saari duniya mein ek hi zubaan hai Senorita
mujhse ab nazar na phero, aao paas tum mere
mujhko baahon mein tum ghero, samjheen na Senorita

chaahat ke do pal bhi mil paayein
duniya mein yeh bhi kam hai kya
do pal ko to aao kho jaayein
bhoolein hum hota ghum hai kya
Senorita, suno suno, Senorita kehte hain hum kya


jo bhi pal beeta hey Senorita
har pal tumne hai dil jeeta bas itni si to baat hai

no desvies la mirada (don't look away)
quedate cerca de mi (stay close to me)

mujhko baahon mein tum ghero, samjheen na Senorita

chaahat ke do pal bhi mil paayein
duniya mein yeh bhi kam hai kya
do pal ko to aao kho jaayein
bhoolein hum hota ghum hai kya

chaahat ke do pal bhi mil paayein
duniya mein yeh bhi kam hai kya
do pal ko to aao kho jaayein
bhoolein hum hota ghum hai kya

No comments:

Post a Comment